Jan 3, 2010

Wo Lamhe

(1)Zahar deta to sabki najar me aata,
to yu kiya ki waqt pe dawaye na di,
har kaam saleeke se bant rakha h inhone,
koi aag lagata koi hawa deta hai...
(2) Yad nahi kitni dafaa khud ko dar-b- dar maine kiya,
jane kitni bar tere hisse ka safar maine kiya,
tu to nafrat bhi na kar payega us inteha se,
jis tarah ka pyar tujhse bekhabar maine kiya...

1 comment:

Arvind Yadav said...

@tushar:all my blogs r very old in my diary..it is dat now i hav started typing them....