Dec 22, 2009

Jindgi

Bina khilauno k bachpan gujar aaye hain...


Hum apne mann ko bahut pahle mar aaye hain...


Hamare pass sukh aaye h magar hawa ke jhonko pe hokar sawar aaye hain...

Jeetne gaye the jo kal bade bade sapne...

To chhoti chhoti khushiya bhi haar aaye hain...

Gaye the bhool se hum gamo ki taraf fir wo khud hi hamare pass bar bar aaye hain...


Kahan dhundhe jakar jindgani ko...


Hum use dono jahan me pukar aaye hain...

Teri rahi sabhi kante uthata har pal...

Par kya kare sanse hi do-char lekar aaye hain...


No comments: